dil badal jae to loog chor detay hain
koi aur mil jae to loog chor detay hain
char din ki chandni ka kia karein
chandni dhal jae to loog chor detay hain
kasmein to khatay hain sada sath jeenay ki
zehan badal jae to loog chor detay hain
aj kal k logoon ka kia bharosa
mausam badal jae to loog chor detay hain
loog mohabbat karte hain matlab k ley
matlab nikal jae to loog chor detay hain
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


No comments:
Post a Comment